Zakaat wajib hone k 7 sharait hain:
1 musalman hona
2 baligh hona
3 aaqil hona
4 aazaad hona
5 sahib e nisab hona
6 malik aur qabiz hona
7 saal guzra hona
Huzur SAW se ek sahabi RZ ne poocha ki kaunsa din kharab hai? Toh Aap SAW ne farmaya : jis din tum fajr na padho woh din tumhare liye kharab hai.
Kisi ki museebat ko dekh kar khushi ka izhaar na karo, Allah uski museebat ko door kardega aur tumhe us museebat mein giraftaar kar dega.
Irshad E Nabvi sallallahu alahi wasallam hai ki jis shaqs ki namazein qaza huyi ho aur tadaad na malum ho toh woh ramzan ke aakhri juma k din 4 rakaat nafeel namaz, 1 salaam se padhein. Har rakaat mein SURAH FATIHA k baad AYATUL KURSI 7 baar, SURAH KAUSAR 15 baar padhein. Agar 700 saal ki namazein bhi qaza huyi hogi toh is ke kaffare ke liye yeh namaz kaafi hai. Is paigham ko phailaayein taaki zyada se zyada log isko padhein aur adaa karein.
No comments:
Post a Comment